Ghar Yaad Aata Hai Mujhe
Woh garmiyon ki raat, Woh jaade ki baatWoh paani ka matka, rasoi ki aag
Sab satata hai mujhe
Ghar yaad aata hai mujhe...
Sathi ik sath ho, itni si baat hai
Woh ped woh aangan dikhana hai usey
Kehta hai roz mann mujhe
Ghar yaad aata hai mujhe...
Jin dilon mein raha barso tak
Ek hissa unme mera bhi tha
Phir wahin rehna hai mujhe
Ghar yaad aata hai mujhe...
Sehmi chokhat pe khade
Pyar karna ssekha tha tum se
Phir paana hai
Kitni doge sazaa, ab toh de do duaa
Ghar yaad aata hai mujhe...
Ghar Yaad Aata Hai Mujhe HD Video
Tags: Ghar Yaad Aata hai Mujhe Mp3 Song Free Download, Ghar Yaad Aata Hai Mujhe Lyrics, Ghar Yaad Aata Hai Mujhe HD Video Free Download.